Ghalib on transactional love:
dil us ko pahle hī nāz-o-adā se de baiṭhehameñ dimāġh kahāñ ḥusn ke taqāẓā kā
Related:
Phir shauq kar raha hai khareed-dar ki talab,Arz-e-mataa-e-akl-o-jaan kiye hue
Bik jaate hein hum aap mataa-e-sukhan ke saath,
Lekin ayaar-e-tabaa-e-khareed-daar dekh kar
Ghalib on futility:
yih jāntā hūñ kih tū aur pāsuḳh-e maktūbmagar sitam-zadah hūñ żauq-e ḳhāmah-farsā kā
Reminds:
Humko maloom hai jannat ki haqiqat lekin,Dil ke khush rakhne ko Ghalib ye khayal achcha hai
Khat likhenge garche matlab kuch na ho,
Hum to ashiq hein tumhaare naam ke
Ghalib on ego:
ḳhvud-parastī se rahe bā-ham-digar nā-āshnābekasī merī sharīk āʾīnah terā āshnā